Bssc cgl coming soon 😊😊
jsc si joining date kab tak ya ga
Revenue ka koi baat kro karmic se jwab mila ki ni
Kunal sir supreme court me case laga die hai ?
Revenue clerk Ka result kab aayega
bhai jssc cgl main jo new vacancy ayegi usme circle officer, block welfare officer etc ka jo post hoga usme usi district ke log apply kar sakenge jis district se woh belong karte hain ye vacancy sare district ke liys open hogi???
@ the time of certificate verification , do they accept provisional certificate or not?? Pls help..
Bhai bata dete hai...karmik phir se SC ke aar me sone ke mood me hai..jaan buch kar vacancy latkaya jayega . Isliye jo bhi ranchi me ha...50-100 log mil ke karmik me jao....pressure banaooo Nahi to ool chilo
3 month se pehale nai aane wala hai cgl isliye sab apna tyari kijiye.....
Kya pt exam karane ke aur result nikalne baad requisition (adhiyachna) wapus lena sahi hai ?
Parso Monsoon session me vidhansabha me jpsc 40k ka mudda newly appointed vidhayak sima mahto utha sakti hai...
Are panchyat sachiv ka Kuch Karo yaar akhir Kya chal raha hai abhi tak final answer key bhi nahi diya hai result Kab dega?? Jo bhi yanha PS ke bande hai wo ekjut ho ke Kya Karna chahiye batao. Sat mahine ho gaye bhai.
आज रघुबर government का supplementary budget है,आशा है की कुछ नयी बाते हो.....और jpsc के 40k students अपने roll no./registration no. तैयार रखे 😊जल्द ही जरुरत पड़ सकती है 😊
aj kuch log karmik jane wale the gaye the kya? agar gaye the to kya updates hai
bhai log zara yeh to batao k revenue clerk ka marks nhi diya aur cut off marks v nhi diya kitna pe selection kis ka kitna marks aya kuch khbar nhi hai..kya hogga hum jharkhand k students ka jharkhand k exam mein kuch samjh nhi atta hai..kavi kavi mujhe yeh lagta hai k bihar se alg nhi hota tha jharkhand to kab ka job ho chukka hota...saucha k kuch hogga bt kuch nhi ho raha hai..sirf darkness hi darkness hai jharkhand mein hum yuvaon k saath..sayed aane wale dinno mein kuch acchha ho hamare CM sahab kuch kere hum jharkhand k students k liye aur ek saath bahut sari vacancies aye aur merit pe selection ho ho jaye hum sab..ka.kya bolte ho bha log
bhai revenue ka final result kab ayeega???
DV KARKE 2 MONTHS SE UPAR HO GAYA HAI.
Ane wala h b ready
Aree salo jb tk dhamaka kro ge nhi ye govt nhi sunn wali..kb tk hath mein chudi pehn kr baitho ge .road pr aao aur dharna di..c m ke ghar ke aage bhuk ansan kro tb ja kr ye govt sunne ge..nhi to hijro ki trah bss jhuthi khabro pr time barbad kro