6 August SI joining date.
Revenue ka 2nd list AA gya
High school teacher ke candidate comment kare....
apna desh sach me mahan hai..
ek taraf aadarniye court karmik ko new vacancy jald dene ko bolte hai...dusri aur abhi tak order bhi upload nahi hua
Arreh koi form aane wala hai kya Jharkhand me.
JSSC CGL NEW VACANCY
notice - 15-20 aug
seat- same as cgl 15( 1 bhi seat add nahi hua)
exam mode- online
pre - from dec last week
mains feb last 2019
chuki ye online mode me exam hai isliye agency ko advance me time slot pre/mains ka batana hota hai ....isliye exam month pata chal gaya
JSSC cgl 19 vacancy feb 2019
JSSC ,JPSC dono gazab ka hai..Shahrukh k movie ka dialog haii naa.Hum jeete ekk baar hai, shadi ek baar hoti hai ,pyar v ek h baar hota hai..falana dhimkana..Humlog toh kitne khusnasib hai..sala JSSC aur JPSC ka xam v aadmi apni Jawani me ekk h baar de paata hai..,😊😊😊
Jssc cgl 2015 case सुप्रीम कोर्ट me फ़ाइल हो gya, case students के पक्ष me ja rha hai
SC का।।नेट पे डिस्पोजल के स्टेटस से केस फ़ाइल अब हो सकता है।आर्डर कॉपी बाद में जोड़ सकते है।😛😛
केस रणजीत मैन्स petitoner ने डाला है और वकील अभिषेक मनु सिंघवी है।
Ek baat or bta du jssc cgl tb tk nhi aaye jb tk 104 सीट ot sc का फ़ाइनल आदेश नहीं aa jata
Abhishek manu
judgement/order 25-26 tak upload ho jayega.....uske 15 din ke andar jssc notice nikal dega..new vacancy ka.....
News uploaded on YouTube regarding revenue clerk exam
Jssc cgl aayega... ki sc ka stay lagega?
Si ka joining letter site pe hi aega kya....?
sabko pata hai avv itna dhadadh vacancy ku aa rhaa hai pure India k university mein. Sarakar ne UGC Act me badlaw kar k 13 point roster system laagu kar diyaa hai. Google par search kar lo. case karne wala Tiwari, judge Tripathi, UGC me change karne wala Javedkar, Aur Supreme court me sunne waal Mishraa...Sab me ek h chij commom haii ye charo Brahman haii. Dept wise vacancy k kaaran OBC SC ST ka reservation khatm ho gyaa hai. koi media channel kuch nai bol rhaa. koi part congress , bjp, cpim koii kuch nai bol raha.General me v sirf particular caste k Rich log ka hoga, usme v jo garib h unka naii hoga. sharm aata h k PM, CM dono kahne ka OBC hai.
Bhailog u are waiting for jssc cgl notification or started preparing...salo in sc jane ka bhram mind me daal ke preparation me badha bana rahe hai..
Bhaiyo Jharkhand ke liye know your state book kaisi hai
Jpsc jssc assistant engineer executive engineer junior engineer vacancy.... + Department vacancy coming soon Raghubar das ordered https://hindi.news18.com/news/jharkhand/ranchi-cm-orders-to-fill-vacant-posts-in-government-departments-1455962.html