🏛 SSC CGL 2019 Tier 1 Notification – Exam Date, Syllabus and Preparation (Part 1)

AAJ ka xm Kaisa tha  guys maths ka.?????

Paper was relatively easy, very scoring for those who have prepared well. Sham ko complete review deta hun. 👍👍

those of u who have appeared till now,on 17th and 18th,I need a clarification on the size of pic.They are mentioning 3*3.5 ,but also the size is mentioned as passport,which is 3.5*4.5 .Are they strictly measuring or checking the photo size?Kindly confirm.

paper was not easy ... it was very lengthy

mensuration as always was tough(5-6 cutting vale ques)

around 40 easy questons the

baki geom bhi mushkil hi thi

trigo was doable

DI bhi theek thi 6-7 mins taking

algebra ka 1 lengthy tha .. baki were normal

baki chapter jo bche unme se easy to moderate hi the.. 

ONE OF MY CLOSE FRIENDS REVIEW :) attempts- 79 🙌 

how to solve 1st and 3rd 

https://2.bp.blogspot.com/-XTBjGYkp78s/WokqTup15XI/AAAAAAAAOt4/3zpcKdjgwuAtqwZYokmFie9GI5eALGnoQCLcBGAs/s1600/Screen%2BShot%2B2018-02-18%2Bat%2B12.54.34%2BPM.png

17 wale to bas dusro ke liye exam ka level dekhne gye the 😂😂😂

Mere 2 question to us ladki ki wajah se reh gye 👸 maths k paper me etni angdai kon leta hai? 😏😠. Paap lgega paap 😇😁

अच्छा आज वाले भाईयो 1#Genuine question - खुराना ने वहां कुछ stretcher का इंतजाम कर रखा है या बच्चे एक दूसरे को पकड़ के बाहर रहे है ? मेरा कल है TIA 😂

yr koi cutting vale questions krne ka source hi btaadoo...

pta hai k aayege paper mai.. but chaah kr bhi kr ni paa rhe vese ques practice

:)


One of my friend(99.8 in cat qa) attempted 93 on 17/02/2018...

Jinka paper 20-21 ko hai wo time mile to Abhinay sharma wali videos dekh len, mock karne ki jaroorat nhi par solution wali video dekhne se bhi help milegi, paper me 6-7 question aasani se ho jayenge, es paper me 1-2 question bhi rank upar kar sakte hain. All the best 👍

Aisi ki taisi CGL ki...bhai ke favroutie tapre wale ko utha k le gyi aaj yha ki DSP...feeling broken along with ~100 others...

 Ye manjarr dekh ab koi drr naa reh gya paper ka...

 

Last 5 year ke cat ke paper nikalo aur geometry aur mensuration banane start kro kuch direct de diye is bar SSC ne bàad me Mt bolna bataya nhi...

english ke paper ke baad, jinka bhi aaj tha , wo kindly iim cgl ke questions ko upload krna, good luck for paper2

Arey is bar fir wo bhi to hai ded haddi 2nd ranker dobara dia.. boht confidence aagya tha (vats sahab bura mat manna ..halat boht khrb h )😄😄

 

Agar SSC ko aise paper dene hain to sunder ladkiyon ka ek alag center hona chaiye .... Andaman nikobar me 😁👸. " Hope " k chakkar me ladko k attempt kum ho jate hain 😂😁

Aajka paper to kaafi easy aaya hai😀😀😂 17 walo ab tum log bhi jaoge kya normalization ke lie Raju Bhai k pass,,,,,Bc ab tum logo ko pata chala ki tough shift kya hoti hai or easy shift kya hoti hai...😀

Ab kuch log apne man se paper easy bolne lagege aur 17th 18th difficult bol kar RR royege normalisation ka.

Bhai logon candidates ke attempts se difficulty level na assume Karo. Main tier 1 se nikla toh mere room mein sabne 90+ karne Ka dawa Kiya tha. Mere bagal wala toh 100 Bola tha. Result Aaya mere aage piche 20 candidate mein se Kisi Ka naa hua. Aur wo 100 attempt wale k 100 bhi nhi bane.