Jssc cgl 2015 ka koe news hai kisi ke pass bhai
Case to clear ho gaya hai na bhai....To ab mains hoga ya nahi
How many of you applied for wireless SI?
Jst for info Posting sirf blocks me hota h ya district level pe v revnue clerk ka
Giridih se 480 UR domiciled hu
Any chances???
MAIN UR CATEGORY SE HOON. MERA 480 MARKS AA RAHA HAI, EAST SINGHBHUM SE HOON. MERA KETNA % CHANCE HAI?
Intial muje nhi lga itna tough competition hoga bt after seeing everyone is getting more then 430 nd 420 ..ab chance nhi bne wala mera koi bi halat mai..bt 430 walo tumlog aur bi mehnat krke acha kr skte ho..anyway ye exam gya apne hath sai.☺
Till now I got 13 candidates who is getting 461 or above aur dhanbad me bas 7 seats hain to dhanbad ka cutoff to 461 se jayda hi hoga as all candidates ka dhanbad hi first choice
seraikela kheswan dist wale apna marks post kare
objection ko support karne ke liye pdf file he chahiye kya ?
East Singhbhum bale sabhi apna-apna mark syare kre jis se hamlogo ko kuchh jankari mil
CGSCE case ka faisala candidates ke favor me aaya hai....koi mujhe bataayega ki aakhir kaar faisala hai kya??
Answer key error claim jo kere ga usko hi marks millega ya phir sab ko millega jis ne nhi kya hai usko v millega kya?? Bhai laug plz plz batao koi
jssc pgt ka haal hi me final result aaya hai . usme domecile UR aur non domecile UR ka final cut off marks ajag alag nahi dekar. keval UR ka final cut off marks diya hai aur yaha bahari ko pura UR me fight karne aur selection ka moka mila
bahario ke liye 10% ka rule nahi hai sayad pgt final cut off marks ke anusar
Nagpuri 2nd paper wale kitne hain?
Sahibganj jila ka koi nahi ho kya es group me .....Apna score batao yaar 8 oct wala exam ka
Coming Soon शोध सहायक : 18 पद योग्यता : रसायन शास्त्र में स्नातक ||||||| निम्नवर्गीय लिपिक : 100 पद योग्यता : इंटरमीडिएट
Si ka group se ise inter level ka group bna diya h bhailog
Giridih ka cut off Kitna jayga?