JSSC Recruitment: Admit Card, Syllabus, Result

Now after answer keys how many marks getting?

  • 360
  • 350
  • less than 350
  • 400
  • 390
  • 380
  • 370

0 voters

खोरठा वाले कृपया  ज्यादा- से- ज्यादा संख्या में उचित आपत्ति दर्ज करवाएं| अंतिम तारीख २२ Oct है.

GENUINE MARKS ACCORDING TO JSSC ANSWER KEYS

  • 470_510
  • 600>
  • 360_390
  • 550_600
  • 390_430
  • 430_470
  • 510_550
  • 330_360

0 voters

english walo key me koi fault hai kya?


Hindi litreture walo.... kitna ans galat hai??

Garhwa district , 430 number ,koi   chance hai mera , total questions answer key check karne k baad.

Mera 408 hai sahibganj se hu Ur hu hoga bhai

Koi hai bhai sahebganj ke to pir apna score batao plz


Koi palamu ka nhi h.

district reserve hai toh wahi k domiciled ko naukari milega kya ??


Kitne  bhailog Giridih se hai ?

Aur  unka Kya score aa raha hai?

Bhai koi giridh district ka h kya ..apne marks btao..

Largest producer of uranium kya hoga?? Google Andra pradesh bta rha h ..

Paper 2,aur paper 3 me kitne questions cancel hone ke chances hai?

Bhai ek bat bataiyye koi 150 seats general ki sirf reserved district me hai to wahan ke bande to usi district se apply kiye honge na jisme Ranchi aur Jamshedpur jaisa sehar ata hai   to enka to cutoff obvious hai kam jayga baki jilon se  
Par itne bachhe bat gaye district wise to  unreserved district me bhi to kam hi rahega n    aplogo ka kya vichar 

Waise mere hisab se sabse jayda dhanbad ka rahega aur phir bokaro phir giridih then devghar then palamu among open district

Ur non resi. 460-470 Ur domecil.. 440-450 Obc 430-440 Sc. 420-430 St 400-410 Mera hisab se.. Questions easy to moderate the. Over 100000 candidate's ne exam diya hai..students ka level..pichle 1-2 saal me kafi high ho chuka hai. So. Cut off 400 se niche kisi bhi category me nahi jayega. Aap logo ka kya kahna hai?

Sabhi District ke alag alag cutoff bnenge islie panic hone ki jarurart nhi hai bhailog.

Koi Jharkhand Si ka bi cutoff analysis karke bata do

Bhai log revenue n ganak me mota moti kitna salary milega?