Aaj khurana ka murga koi uda ke le gaya... Tabi abi tak uski early morning ni hui hai
bhailog ab evening ka notice aane wala hain. Ha ha ha
Morning shift over ho gayi par inki morning nahi huyi 😵
device off kr diye hain. ab shayad upload krein
51 minute me teesri baari katega.
BC device off krke kahan se upload krenge ye
aaj shaam tak ka scene lag raha ya raat tak ka
Wo kaataa
another notice on the cards.
Is thread par jab 67000 posts ho jayegi tab ayega result
Ab yahi baaki reh gaya hai
Jinni baar kaatna chaaho, unni baar kaat lo aaj. Jab hamara waqt aega, to chuka denge with byaaj.
Bata do ab bhi bc... Kon lega gaya murga... Daaru ke sath chicken khana to mai dila dunga... Jinda hai to wapis chhod do murge ko... Sala result ni ayega ni to
Result out
Abhi notice ayega afternoon phir 5 baje ayega evening phir evening mein ayega night !
jab morning tak nahi ho sakta tha toh shaam ka hee notice de deta kal, ajeeb hai yaar
ek aur notice aa gaya