SSC CGL 2019-20 Tier 1 Syllabus, Exam Pattern and Preparation Tips

Non interview walo ka b tier3 hoga?

Mirjagalib KAHA hai

Bhai aur aaj hi result aa raha h ye official site pe aa gaya h naa kyonki maine abhi tak tube se hi suna h sala kuch bhi failate rahta h wo to Khurana Sir ko bhi UPSC kaa chairman bana ke bhej raha tha .

JIO ka asli parikshan to ab 8:00 baje SSC ki website pe hoga.

Phone tab laptop sab pr ssc ki site khul chuki hai.Aaj site crash kr denge 😂😂😂😂😂😂

Sab k Sab ekdum War mode me aa gye h lag rha.. Ek 300 Ki movie Bana skte h Puys k sath..😂😂

Areee koi doc ko bulaaayooo chacha ka dil baitha jaaa raha hai, bp high hota ja raha kahin 8 bje tak chacha ko kuch ho na jaaye tension se

result out ...

its 422 and 449

aa gaya kya result??

449 Ur

Can someone please check mine 4410001069 for interview post only

नमस्कार आप सीधा प्रसारण सुन रहे हैं PAGALGUY स्टेडियम से जो लाखों की संख्या से खचाखच भरा हुआ है दर्शकों में काफी उत्साह दिख रहा है और हमारे असीम खुराना बॉलिंग end पर रिजल्ट लेकर खडे है 8 बजने के इंतेजार में

bhaiyo cutoff kitna gaya


CSS/MEA -- 449 UR

AAO-- 536 UR

NIP -- 422 UR

SSC CGL 2016 LIST OF CANDIDATES QUALIFIED IN TIER-2 ( All PDFs )

https://drive.google.com/drive/folders/0B18TJgREKwGsc0ZlQ0xkRGhDNk0?usp=sharing

Bhai koi pdf post krdo pls

 Badhai ho sab ko, jiska nhi hua vo merse seekh lo, 4 years & counting. 👍  

yayyy....qualified for tier 3

bach gaya footpath waale log :P

OMG DEST for everyone. Margaye....

Cutoff UR -422