hanushwaa kamine..mera naam badnaam na kar.. ..kal mil meko..dekh loongi teko...
O Terii.. maine kya badnaam kiya?? Maine to bas kaha ki itni charismatic aur charming ladki ko mai pasand karta hoon! Ab pasand karna bhi galat hai kya.. π
O Terii.. maine kya badnaam kiya?? Maine to bas kaha ki itni charismatic aur charming ladki ko mai pasand karta hoon! Ab pasand karna bhi galat hai kya..
:mad:...kamine mere naam lekar kisko saavdhan rehne k liye bol raha tha :sneaky:..abhi jaane ka time hai..kal mil meko dekh lungi teko :grin:
...kamine mere naam lekar kisko saavdhan rehne k liye bol raha tha ..abhi jaane ka time hai..kal mil meko dekh lungi teko
jaao jaao.. zyada bhaw bhi mat khaao.. nhi karni baat to mat karo.. aap nhi to aap jaisi hi koi aur charming bandi ko dhoond ke kar lenge hum baat .. π
I am back again.. f***king client calls .. and that too, to guide me to fill timesheets
aho.. aaao.. picture khatm ho gyi.. sab baraati peeke tull ho gye.. to ab aap aa gye.. π aise kaunse clients hai jo is samay call karte hai?? Ya fir koi client THI!! π
sabrinakhan
(Haso Hasao Life Banao/ PG Queen 2013)
18125
jaao jaao.. zyada bhaw bhi mat khaao.. nhi karni baat to mat karo.. aap nhi to aap jaisi hi koi aur charming bandi ko dhoond ke kar lenge hum baat ..
:mad:...:mad:...jaa dhoond la kisi aur ko..tu bhi kya yaad karegaa aaj ki terio kahi iss baat ko..saar peet peet kar marega tu mujhe yaad kar kar k harr raat ko :grin:
aho.. aaao.. picture khatm ho gyi.. sab baraati peeke tull ho gye.. to ab aap aa gye.. aise kaunse clients hai jo is samay call karte hai?? Ya fir koi client THI!!
Bhai.. tumhe shayad pata nahi hai... raat ka time mera work timings hai.. wo alag baat hai ki main SB pe yeh prakash nahi hone deta π .. Nahi client nahi THI.. THA :(
Bhai.. tumhe shayad pata nahi hai... raat ka time mera work timings hai.. wo alag baat hai ki main SB pe yeh prakash nahi hone deta .. Nahi client nahi THI.. THA
hehe! Ohh.. koi nhi.. matlab aap abhi office me ho?? ya ghar se calls??