Rvunl ae exam

I am applying for

  • AEN IT
  • AEN civil
  • AEN elctrical
  • AEN mechanical

0 voters

Anyone filled for AE IT ??? What will be the pattern ?

Kisi ne je,Ae ka form fill Kar Diya Kya? Je,Ae ke liye individual registration karna padega ya ek baar registration number lene se dono form je,Ae fill Kar sakte Hain?

Patttern, Previous paper kuch hai hai kisi ke paas? (ELECTRICAL -  AE) 

Ek query h dosto...RVPN, JVVN,AVVN and JDVVN je ee in sb me jo UR OC ki vacancies h usme koi state quota v kya??? ya phir sari UR OC k liye other state candidate eligible h???

For RVUNL Personnel officer exam date nhi hai Please let me know why it's not showing

Duration of course me years hi likhne h na? Kyuki usme ek hi digit arhi h

Non technical ke paper kis date ko hai ....5 july ya 21 july....Kisi ka ho to vo bata de bhai

Anybody applied for RVUNL LDC/ Junior Assistant 2018.. Please join the group.. link below.. https://www.pagalguy.com/discussions/rajasthan-rvunl-ldc-2018-5276749697384448

RVUNL JEN KA FORM KAHA SE FILL KR RHE HO BHAI LOGO ???? 1) JVVNL 2) RVPN 3) AVVNL 4) JDVVNL

Bhai log JE aur AE exam same day same shift mein hoga ya alag alag shift mein.? Dono form fill kru ya nahi.?

 jisko abhi bhi lagta h rpsc aen 2018 me  conduct hoga....uska mandir ayodhya wale se bhi pahle bnana chahiye  https://www.youtube.com/watch?v=6p7Zx_qgP38 december first week me election so november me kuchh nhi hone wala 

RVUNL ke jr accountant ke liye exam strategy


https://www.youtube.com/watch?v=Zejr-b6-6L0

In information assistant form "applying under TSP"...tell me kya fill krna hai usme

Guys AE and JE k liye do alg alg registration number generate krne honge kya ...plz help

ismei dusri states ke candidates ko lete bhi hai ya nahin ?


Mai Jen ka form kaha se bharu ???? Jvvnl, avvnl, jdvvnl, rvpn.... Please suggest me..

Sayad sabse jyada form jaipur se aayenge

Information assistant post apply for

  • JAIPUR
  • JODHPUR
  • AJMER

0 voters

AE aur JE ka exam ek hi din me hoga kya means alag alag shift me? maine dono ka 1st choice of center alag alag bhara hai...