9 June
IREPS MAI NTPC KA TENDER KESE CHEK KRTE HAI.....?
Bhai log Uttar Pradesh Lekhpal ka form aane wala hain. Preparation karte ho ji
Kuch log yeh soch rahe ke exam isi saal hoga... Arey.. aap sab log kyu nhi samaj rahe... Apart from china... Dunia ke kon se desh ne virus control kia he.. to aap log yeh jhuthi umid ho ke 2-3 months me virus control ho jaega aur phir exam... Kaisa sochte ho aap log... Corona ab human daily routine ka ek part sa ban gaya he.. HIV jaise virus ki vaccine itane saalo me nhi bani / ilaz ke liye dawai nhi bani.. aur aap log yeh soch rahe ke... Corona ka niptara ho jaega... Live in reality... ntpc hoga lekin 2023 me
Madarchodd piyush goyal ko 2 karod logo ko khoon chuske raat ko neend kaise aati h
Please koi ye bta do GS section kaise cover kre railway ntpc ke liye... Best book,pdf, YouTube channel anything... Pls help
Good news bhaiyo ..... Lockdown 3 kai baad 15 tak ho jaye ka..... EK BAAR PHIR RRB 3/19 OUR NTPC KA TENDER DATE CHANGE HOKA
Kya aap lockdown extension chahate hai?
- No
- Yes
0 voters
Agar lockdown extend naiii hota h to kya exam aug me ho sakta h... Kyuki 9 june tender ki last date h
Kahi Aisa na ho ki Aug. Tk 🔐Down Rahe..... 🙆🙆🙆?
Gk ga k liye book batao bhai log in english medium
Economic and environment ke liye koi book
🙏🙏Dosto apni tyari ko jaari rakho....iss baar aar paar ki ladai hogi exam hall me....tyar ho jao apne best shot ke liye.... आपकी जरा सी ढील भविष्य के लिए एक बड़ी गलती बन सकती है। तो इसलिए रोजाना पढ़ते २हे। रिविजन करते रहे। 🙏🙏 आप 9 मिनट की इस वीडियो मे अपनी त्यारी चेक करे। यह सामान्य अध्ययन का एक छोटा सा टैस्ट है।🙏🙏👍👍🎥🎥👇👇 https://youtu.be/YWjmnaayCR0
Sbi po hoga ya naii
Bhailog mujhe ek baat smajh nai aata RRB-ALP/GR-D 2018 recruitment me 1 crore 90 lakh candidate ka Exam conducting agency process 2 month me complete ho gaye , Aur RRB-NTPC/GR-2019 recruirment me 2 crore candidate ka Agency (ECA) Process ka kuch ptaa 1 saal se . kya kr rahe ho Modi ji .........mazak bana diye iss digital india ka ...
Bhaiyo COAL BASED POWER PLANT, k bare ek idea aisa bhi ..... https://khurapatidimag1.blogspot.com/2020/04/bhaiya-100rs-ki-bijli-dena.html
Sala kab corona jayega kab Exam Aayega
Humko pata h ntpc ek jumla h hamara samay barbaad kar rha h fir bhi hum ummeed laga k baithe h... Pathetic