Are bhai log ebc certificate kab ka mang raha. Hai yr 2015 ka ki current me denge to chalega kya
In rrb Guwahati, only 5 candidates out of 67 appeared in 2nd stage dv conducted yesterday.
Rrb ntpc ald ki waiting list niklegy kya??
Result ke intejar me dusre exam ki taiyari nahi kar PA rahe ho
- nahi
- Ha
0 voters
2 nd dv ke kitne din baad finsl result aajyega??
Meri ajmer main total vacancy (1034) se kam rank hai(938 in cbt 2 and 558 in aptitude test)...lekin UR category ke vacancy se(524) jyada hai...(as i belong to UR category)...mere waiting list mai aane ke chances jyada hain ya confirm list mai...mujhe doubt ye hai ki total vacancy se kam rank ho e par mai waiting list mai kaise aa sakta hun....plz share ur valuable comments....
- Waiting
- Confirm
0 voters
What does this mean?
sbse kam absent kolkata board se hai!
parso 42 me 38 candidate present the kolkata board me!
Mere bhai log koi to btao agar ebc me galti se yes ho gaya to kya kare aur agar banwa bhi sakte hai to obc aur general ko allowed ni Hai dekho 4.1 me bhai log agar galti ho gai hai to kya karenge bhai log rrb wale koi option diye hai kya
Ajmer mai ek rrb employee n ek ldke ko puchne pr bataya ki waiting list nbi ayegi... ap apne board m confifm krna may be vo rrb employee batana na chah rha ho
Ye
Mere pas aisa bna hua hai chalega na bhai
Koi rrb bilaspur se ho kya bhai log jaldi btao
are they asking for photocopies of eye certificate too??
mumbai me to bahut barish ho rahi hai....mera dv 28 ko hai....koi naya notice aa sakta hai kya............
Merit list me preference bahut bada matter hoga
- nahi
- ha
0 voters
is forum pe jab bhi aao sab ke ____ lagey huye rehte hai.....kya khana kha ke jana hai DV ke liye,kya underwear pehen ke jana jaruri hai,kya hoga agar mera isme nahi hua to kyonki mera koi aur exam nikalne ka aukat nahi hai,etc etc
rrb bbs me ur category se approx kitne rank wale tk ko dv m call kiya gya hai ?