Time has a wonderful way of showing us what really matters and conclusion is priorities.. Morning guys.. ☕
"एक अज़ीब सा रिश्ता है मेरे और ख्वाहिशों के दरम्यां,
वो मुझे जीने नही देती... और मै उन्हे मरने नही देता..!!"
😁😛😀😜
Hello friends..
ik doubt hai.. Need your suggestions.
Suppose you guys are going on bike/car with your gf/fiance/wife. And suddenly 2-3 guys on bike overtake you while hooting or commenting at the same time, and not looking back.
What will you do? How you deal with this?
Do you chase them, and pick up a fight with 3 men or you ignore and feel irritated.. And what do you say to your girl?
Thanks in advance
Loving someone is simple, complexity begins on the introduction of a new variable - the family.
Happy birthday to my college senior
:')
A good heart 💚 is bigger than anything...... Don't pain for those who left u... Use pain to earn success... That defines u.....
कल तकरीबन दो साल बाद देखा उसे; चश्मा हटाकर लेंस लगा ली थी वो, और बेरोजगारी का आलम इस कदर छाया हुआ हैं मुझपर की Adidas shoes से हवाई चप्पल पर आ गया हूँ मैं।।।
Hangout par frequent contact kaise delete karte h. Plz tell
सब कुछ हासिल नही होता जिंदगी में
किसी का "काश"
किसी का "अगर"
रह जाता है अक्सर.....
😂😂
इंसान अगर प्यार में पड़े तो ग़म में पड़ ही जाता है, क्योंकि प्यार किसी को चाहे जितना भी करो, थोड़ा सा तो कम पड़ ही जाता है।
Hmmmmmm.....
In a bad mood, so I'll definitely share this reality.
NH10 dekhi hogi aap logo ne. Vo jo villians the.. Vo koi unicorn type rare bread na the.. India me 2 desh baste hai.. Dhyaan aaya kuch?
Yeh log wohe the jinhone haryana jalaya.. Ya jo khap rss shiv sena me hote hai.. Aur jo ladki pe taunt maarte hai.. Yeh sab ik he type k log hai.. Maansik rogi keh lo.
ik baat btata hun.. Mere kuch dost hua karte the.. ik saala bhartiya Sanskriti ka gaana gaata rehta tha.. Dimag narrow rakhta tha.. Like men can't help but penetrate on seeing a naked girl. Aesa bola tha vo. Panditgiri karte the ghar wale, mishra tha.. Kabhi koi ladki pati nai usse. Fir ik din bajrang dal join kar liya. Tab se jahan koi couple dikha.. Ya jiski sister hot lagi.. Apne dal k logo k sath aake maje(assault) leta hai uske, bhai/bf/friend ko maarta hai group me aur koi complaint bi nai hote. Jab apni sister k sath nikalta hai ghar se.. Koi case hua toh frustrate hota tha.. Magar dusro ki koi value nai.. Car se pareshan karta hai girls ko.
Aese he ik aur hai.. Parley me sales officer.. Bus bcom kar k setting se laga hai.. Vo jab bhi group me car se jayega kise bi ladki ka butt grab karke bhaag leta hai.. Uski bi vohi khap wale thinking hai.. Rss ka member hai.. Koi female friend nai
In saalo ko bhaut samjhaya. Magar yeh gawar nai change hue.. Toh itka connection he kaat diya maine apni life se.
Baat sirf itni se hai agar aap log bi yeh karte ho, " bhai us car me maal dekh". Toh sudhar jao.. Abi time hai.. Aane wala samay acha nai aese logo k liye. Àur yeh jo hindi fonts showoff karte hai.. Maximum log yeh NH10 villian type he hain. Kahin na kahin itni thinking pakad me aa he jaate hai.. SSC k thread pe aese he post pade maine toh yaad aa gya..
Chote soch shall Rest in peace.
PS - ab rest in peace me bhi religion dekhoge? na bhai nah.. Tumhari problem kuch aur he hai 😉
True One
माना के मुश्त-ए-ख़ाक से बढ़कर नहीं हूँ मैं.......
लेकिन हवा के रहम-ओ-करम पर नहीं हूँ मैं .....
इंसान हूँ धड़कते हुये दिल पे हाथ रख.....
यूँ डूबकर न देख समुंदर नहीं हूँ मैं......
(मुश्त - ए - ख़ाक = एक मुठ्ठी धूल ) ॥।
😴😴😴