JSSC Recruitment: Admit Card, Syllabus, Result

Ansan se sarkar kuch hila dola ki nahi 

Kya hunaa bhai log ansan kuch fayda  ho raha hain ki 

Nahi 

Koi to update do CGSCE-2015 k bare me......

Ulgulaaon Waalo kaha sab so gye ho.. Case kar k... Kch update do  

Jssc inter level me 800 post increase ho gya h rajasvya karamchari ka.. 3500+ post hai... Yhi last mauka h naukri lene  ka.. Lg jao SB Bhai log 

Kya bakvas kar rahe ho kanha notice hain 

This group name was CGL... However admin has renamed it..... Can we just stick to CGSCE update???

I am general candidate aur mera aawasiya nai ban paya.toh mere liye general category ke kitne vacancy available hai apply karne ke liye

paisa pay kar diya hu but photo signature kaha upload karna hai koi batayega kya....

Yehi hota h yaha

Last date 14.07.2017 ho gaya....

Bhai log maine form me residential and caste unique reg no me only no likha hai JHCC/2017 NAHI LIKHA hai koi problem hoga kya

Unique certificate no kaise likhe form me

Send me notifications plz 

Ug matlab graduation complete hota hai kya. Mae graduate hu toh form me ug me detail bhar sakte hai

Photo signature upload karne k time ye error aa raha hai aur kissi ko aa raha hai kya ... iska kya solution hai

झारखण्ड कर्मचारी चयन आयोग को कम्प्यूटर आधारित प्रतियोगिता परीक्षा के संचालन की स्वीकृति 

Koi Bhai agar Ranchi se hai toh....plz apna thoda za valuable time nikal k JSSC CGSCE 15 k mains k court case ka update kr do Bhai...bahut se candidates Jo jharkhand se door hain ...unko suvidha ho jaygi..qki koi update nahi mil raha hai....naa hi website p kuchh mil raha hai... Plz...it's a request...

Cast nd residential ka validity ki5na hota hai