JSSC Recruitment: Admit Card, Syllabus, Result

पटना में छात्रों का बवाल, बिहार SSC के सचिव की जमकर पिटाई 3 hours ago पटना। बिहार में एसएससी के पेपर लीक मामले को लेकर जमकर बवाल हुआ है। राजधानी पटना स्थित राज्य कर्मचारी चयन आयोग के दफ्तर पर जाकर छात्रों ने खूब हंगामा किया है। एसएससी के सचिव परमेश्वर राम की छात्रों ने जमकर पिटाई की है, जिसमें वे जख्मी हो गए हैं।

Bhai kripya site ulbal na bole aur mr jssc27 se jo bol rahe ho phone kroge tab na pata chelega kaha hai hum sab , kya din bhar park me hi baithe rahe, aaj kuch poltical party se bhi mile aur karmik sachiv nidhi khare se bhi mile to isliye hamlog lage hua hai  lekin sabke sath ke baigar asardar nahi hoga

Bhai log hum log Ara se pahuche waha per koi b nhi mila. Aise kuch nhi ho payega. Sabhi log sahyog kre.

Be ready...

13 ko Sahi me Ranchi me birodh ka program hai kya qki me dhanbad se hu nahi hoga be wajah paresani hparesani hoparesani hoga Jo is news ko post kiye hai we kripa kar 

I am not in ranchi. But i always with u by any means.

Guys u all r ready na. ...For 13th

Ranchi wale aur jo bhi aa sakte hai aaj aaye, roz hume kuch karte rahna 

Sirf baith ke paisa let's hai ye log ab sirf exam cancellation issue nahi inko saja mini chahiye bssc ke chairmn ke jaisa

I think we should contact to some student unions...and also issue should be raised in print media as it was done in bihar. ..

yar sbi agriculture associate k xam me bi yhi syllabus tha jo jssc ks h.. usme bi agriculture se qsn nai the. aur usme bi 5 times student nai the agriculture k but uska pre aur mains dono hua aur 23 jan ko joining hua h....... 



yeh sb govt. ka phle se hi planning tha k pre lenge so that sbko lge k vacancy nkal rha h bad me cancel kr denge aur phr nxt election tym nikal kr yhi vacancy sbke saamne acha ho jayenge

FOR JSSC CGSCE ASPIRANTS I request you guys please contact Jan samvad Kendra of jharkhand on toll free no. 181 and tell them about our problem. Call them with complete details: advt no. 14/2015, exam date 21/08/2016, result date 25/10/2016 and your complete address. Jitna jyada log complain karenge utna jyada effective hoga so guys I request you all please go through this. 1 bar mein nahin lagega try karte rahiye lag jaayega call. Jo log out of Ranchi hain vo bhi karein please...

10 फ़रवरी का कार्यक्रम ।

Come

10Feb ko gathan 13Feb ko ulgulan

Bssc inter level canceled ....

We should also contact to media persons.

Bhai.... 

Jesa.. hi.. hal.... jssc.. ka.. krna.. hoga....

Ulgulan

Kal morning 10 am Morabadi Medan Ranchi me meeting hai .. Jo bhi Ranchi me sachiwaly Shahayak PT exam pass student present hai... Aap logo se request hai ki aap log Kal jarur se aaye... Or ye message aapne friend ko forward kre ki wo bhi Humara sath de...