IBPS PO Preparation 2019

bhaai aj keh rha...2019 mai bjp ki sarkaar ban na bahut mushkil honay vaala hai... bc 14 mai mainay khud convessing kari , bhai ki flight ticket canceal kara kar vote dalaya...par ye maaha bc govt hai...saara kaam middle class ki maar kar karna chahti hai...totally capitalist sarkaar...ajtak bhi galti man nay ki bajay apni pakoday ki baat justify kar rhay...maadarjaat...i ll try my best ki jyada se jyada logo ko against kar sako....p.s mai hard core modi bhakt (ANDH BHAKT) hun and all my friends are...parr inhonay middle class ki mc bc kar di hai..kahin kuch stand bhi nahi le sktay...congress hi shi hai...jiyo aur jeenay do


😀

Jinka interview casully gya wo v pareshn h ki hassi majak me km no. na de de, or jinko jyda qustn puch2 k dukhi kiya gya wo v pareshn😥😥

Dosto IDBI  aapke po form ke preference me kitne no.par hai .jara batana

Life in a nutshell :| https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=2024686481132162&id=1457124814555001&ref=content_filter

(😊+i😘) to my crush______ ps- 2nd part is imaginary😀😀

Aaj pg me alg hi mahol bna hua hai. Isme romance ki khushboo hai . Ek story mere pass bhi hai. Nhi nhi isme wo nhi hai jiske kaaran Mai iss thread pe famous hua. Lekin niche Mohit bhai ka pda to kuch baat yaad aa gyi . Kyaa AAP log Sunna chahenge??

hey anyone here who attended the interview felt that the interview panel had our main exam marks??

BJP पार्टी होम्योपैथिक दवा जैसी है,


पता ही नही चल रहा है, कि फ़ायदा हो रहा है या नुकसान..??


बस इसी आस में खाये जा रहे हैं, कि रोग जड़ से मिट जायेगा..!!


🙏🏻😂😂😂🙏🏻

Please provide gk today jan 2018 mcq pdf ?

is bar sare sabhya log h pg pe, pichle bar toh syria/ukraine bn gya tha pg😀

@4amit92 kaha ho bhai

😭 


https://imgur.com/LQZXUEm



Ye baat tb ki hm 9th class me admission liye the school change Kiya tha. Ye school ek trust ka tha jo ki freedom fighter ke Naam pr bna tha. Isme 2 trah ke log. Ek mere jaise aur dusre trustees ke bacche. Shayad yhi reason tha ki school ek bde Pvt school ki tarah maintained tha. Hmm studies me bhut ache the isliye scholarship pe yhan admission mil gya. ////////////// Ab wo jo hm nhi btana chahte the Lekin story ke liye zroori hai. Hmara school change krne ka reason. Ek bimari ke glat illaz ke kaaran hm bed pe aa Gye the 2 saal aur purana school kaafi dur tha aur aana Jaana me bhut problem ho rha tha. Aur Naya school kaafi pass. Hmare father Roz chodne jaate the classroom tk. Pdne me kaafi tez the isliye teachers hmse bhut khush the hmara Naam ek quiz competition ke liye final kr Dia jisme hme school Ko represent krna tha. Iss competetion me hmare saath 3 aur student ka bhi Naam tha.jisme 2 10th class ke the. Hmara jo female partner 9th class se tha uska naam B(pura Naam nhi Lena chahte nhi chahte ki fir whi bwaal ho) tha. Ab hmari extra classes shuru ho gyi school ke Baad teachers hme competetion ke liye tyaar krte the. B school ke board of members ke head ki granddaughter thi aur unko school ke saath hi ek ghr alloted tha.///////////////// B aur hm Roz saath bathkr tyari krte the. Usse bhi hmari temporary handicapped position se sympathy ho gyi thi. Hmara pura khyal rkti thi . Class me hm ikkhte baithne lge. Saare hme uske Naam se chidane lge. Kyunki uska hmara liye ek extra caring nature tha. Hm dekhne me bhi gore chitte aur cute the. Isliye school me log hmari mzak mzak me Jodi bnane lge. Ye baat teachers Ko bhi pta thi Lekin USS time iss baat Ko seriously nhi Liya koi. ///////// Ye competetion school pichle kaafi time se Jeet rha tha. Isliye school ki izzat daav pe lgi thi. Kuch bhi krke ye competition jitna tha isliye aakhri hfte me hmari extra classes bhi double ho gyi. B ke dadaji (head member) hme cheer up krne ke liye lgatar ek week aaye. Wo ache aadmi the Lekin thode orthodox the. Unke mn me bhi ldka ldki Ko lekr differences the. Upr se financial status ka difference./////////////// Ab competition waala din aaya hmari tyaari zbardast thi. Jeete bhi Lekin Jeet kr bhi bhut kuch haar gye. Pta tha wo saath choot jayega Dosti ka. Jeetne ki Khushi se zyaada uske jaane ka gm tha. Lekin promise Kiya ki dost rhenge. Ab Mai uska best frnd tha. Lekin uske dadaji Ko ye baat psand nhi thi. Hmari bdti Dosti unko hzm nhi ho rhi thi. Shayad issi kaaran uska 10 th me admission kisi bde shahar me krwa diye. Hme bhi indirectly hint mil gya tha iss SB ke kaaran hm hai baaki teachers se. / /////////////////Ab uski yaad hme phir Kyun aayi??? Thoda time pehle hi hmara Aamna Saamna hua itne saalon baad ksm se muh se ek Shabd nhi Nikla saari history veer zaara waali film ke scene ki tarah aakhon ke aage repeat ho gyi. Hm to usse bhul hi Gye the. Wo hme dekh rhi thi hm usse. Hmare to background me song bhi bjne LG gye the. Itne me kuch kehte uski ek frnd use Apne saath le gyi. Phir bhi plat ke dekhti rhi.shayad usne hme jis situation me dekha tha aur hmar present situation bhut different thi. Isse usse confusion ho rha tha. Aur last me uski smile se mujhe confirmation bhi mil gya. Bs itna gm hai ki kuch bol nhi paaya.///////

0 voters

Jalebi kaisi pasand hai

  • Mein bhut gareeb hun afford nhi kr sakta
  • Kadak
  • Mulayum

0 voters

perfect song to get banned on pg😀😀 https://youtu.be/8kYkciD9VjU

https://youtu.be/fTIkoRdreZM

Ye post karna is very important now qki aapne ab limit cross kar di hai. I thought ki jo bhi karte ho lekin ladke achhe hoge (may be ho) but aapki recent activities unbearable ho gyi hai mere liye. Tumhe kya lagta hai mahadev ka username rakh lene se, harkate bhi sudhar gayi? Bhai, itna kon mentally harass karta hai? I know, ki hum starting mein tumse friendly the aur hum waise hi hain sabse yahan pe lekin tum phir apni limit cross karna shuru kiye. Tumse clearly bola tha , ye sab  obscene texts hume mat kiya karo lekin tumhe samajh kahan ayi baat meri. Even after blocking 4-5 IDs, koi fark nhi pada tumhe. Tumse koi hard feelings nhi thi na hai because I don't know you personally, but what you do is simply disgusting. Abhi bhi you're texting me on PM, emotionally blackmailing ki baat kar lo warna fail ho jaunga--- seriously? Sach mein fail ho jaoge? Grow up!! Ignore kar rhe tumhe qki tumhi ne reason diya apne irritating texts se. Ab toh block kar kar ke bhi thak gaye hum. Isliye aaj ka ye post. Sudhar jao, aakhiri baar bol rhe warna IP address na block karde MODs. Koi personal grudges nhi lekin bht mentally torture kiye ho tum hume, seriously bol rahe. Maaf karo tum hume qki nhi pata tha ki tum psycho type behave bhi kar sakte ho. 🙏 @ToofanUthaDunga (active ID)

aaj inetrviw ka last date hai tab kab tak aane k chances hai marks???


ibps po descriptive qualifying tha ya marks final merit me add hoga

  • dont know
  • ni add hoga
  • haa add hoga

0 voters